Wednesday, June 6, 2018

short for the life

zindagi

zindagi mein aksar hamein aise decisions lene padte hain jo hamne kabhi socha nahi hota hai hum karna kuch aur chahte hain or zindagi kuch aur karana chahti hai jab bhi hamein lagta hai ki hum bahaut hi kareeb hain apni manzil ke tabhi kuch aisa hota hai jiski vajah se humein uss mauke ko gavana padta hai ya yun kaha jaye ki uss sapne ko chhodna padta hai jo itne samay se humnein dekhe hote hain kyuki uske pure hone ki umeed khatm hone si nazar aati hai.
aur samay humein ek aise mod per laake khada kar deti hai jaha se aage badhna or aage kuch naya karna or uske baare sochna mushkil hota hai.
aur tab kuch samajh nahi aata hai.

No comments:

Post a Comment

bhav

भाव  कम नहीं है पर पूरा भी नहीं  आधा अगर है तो पूरा  नहीं  हम है पुजारी भाव के  अंजना कहे की यही मोल दाव  के  सुहानी सी ज़िन्दग...